
How to Get Pregnant in Hindi : Shaadi ke baad har naye dampatti ki iksha hoti hai ki wo bhi maa-baap bane umke ghar bhi nanha sadasya aaye. Agar pati-patni dono job karte hai or wo kuchh samay baad bachcha chahte hai to unhe baad me kaafi mushkilon ka samna karna padta hai woh apni life me itna bussy ho jate hai ki ki unne ek dusre ke liye time hi nahi milta jisse unke beech me tanaav (tension) ho jata hai jiski bajah se unhe bachche paida karne me kai muskile aa jati hai jiski bajah se mahilaye jald pregnant nahi ho pati jiski bajah se wo maa-baap banne ka sukh se vanchit rah jate hain. To garbh dharan kaise kare? is busy lifestyle mein. Fast pregnant kaise ho jaaye yeh jaanne ke liye aage padhte rahiye aur apnaye jaldi pregnant hone ke tips in hindi.
How to Get Pregnant Fast in Hindi
Topics in This Article
- Jaldi pregnant hone ke liye sabhi haalat sahi hone chahiye to pehle in cheezo par dhyan de:
- Swasth sudhare aur vajan sahi kare. Underweight ho to bhi problem aur overweight ho to bhi problem. Underweight ho to pehle vajan badhane ke liye din me 5 baar paushtik aahar le.
- Maa banne ke gharelu upay apnane ke sath tanav se mukt ho aur sharirik shram kam kare. Yoga har roj savere uth ke kare.
- Sahi samay par prem purvak pure involvement ke saath sambhog kare aur sahi position apnaye.
- pregnancy ke tarike apnane ke sath checkup bhi karvaye kyonki koi infection ya aisi koi condition ho uterus ya yoni me to iski chikitsa hona bahut zaroori hai.
How to get pregnant in hindi aage padhiye aur apnaye jab aap ne prathmik upar bataye haalaat sudhar diye hai.
- Pregnant hone ke tarike in hindi mein bataye to pehle apna ovulation date kab hai voh jaan le aur ovulation ke do din pehle aur ovulation ke din par sex avashya kare. Apnee due date calculator ke hisab se chale agar ovulation ka din nischit nahin hai to mahavri ke 10 din ke baad har roj sambhog kare pregnant jaldi hone ke liye.
- Pregnancy conceive tips in Hindi mein kahe to agar job karti hai to mahila ko chutti le lena chahiye. Jodo ko bilkul relax ho ke, samay nikal ke sex karna hai aur voh bhi prakrutik, shaant vatavaran me. Pradhshit sheher ke vatavaran me yeh mushkil hai isiliye ek week ka vacation le le.
- Pregnant hone ke liye sahi sex position apnaye. Doggy style aur missionary style.
- Sex ke baad aise lete ki sharir ke neeche ka hissa upar ki taraf ho taaki veerya garbhashay ki taraf badhe aur bahar na nikal jaaye. Sex ke dauran lubricants ka istemal na kare. Yeh pregnent karne ka tarika hamesha safalta deta hai.
- Pregnant fatafat hona hai to purush ko bhi dhyan dena chahiye ki voh tandurast ho, paushtik aahar le aur loose underwear pehne.
- Pregnant hone ke gharelu nuskhe me aahaar ka vishesh mahatva hai. Protein yukt aahar le aur fal aur sabji khoob khaaye taaki iron, folic acid aur anya vitamin aur minerals mile.
Abhi tak apne pada ki kaise menstrual cycle ka dhyan rakhte hue aap jaldi pregnant ho sakte hai agee aur padhe ki aap aur kya ker sakte hai.
Tips how to get pregnant faster in hindi
Pregnant hone ke liye kya karna chahiye? Aaj kal yeh saval khada hota hai kyonki lifestyle badal gaya hai. Pregnant hone ke liye purusho ko yeh avashya dhyan me rakhna hoga:
- Khud ki tandurasti par dhyan de. Sharab, coffee aur tambaku ka sevan bandh kar de.
- Pregnent karne ke upay karne ke sath purush ko dheele kapde pehenna hoga aur ho sake to underwear bilkul loose pehne.
- Mahilao ko bhi tanav mukt aur anandit rehna hai aur agar sharab ki aadat ho to bandh kar de.
- Pregnant hone ke upay me zinc, calcium, Vitamin C, D, folic acid aur vitamin E ka supplement le ya to aise aahaar le jis se sharir tandurast ho. Dono pati aur patni ko is prakar ke aahar lena hoga jaldi pregnant hone ke liye.
- Vyaayaam kare aur fit rahe.
Ayurved upay pregnant hone ke liye
How to get pregnant in hindi, Pregnant hone ke upay ayurved me bhi hai. Jaaniye ayurved upay pregnant hone ke liye
- Purusho ko ashwagandha churna, musli, vidarikand aur kawach beej ka churna raat ko sone se pehle doodh me mila ke peena chahiye.
- Mahila ke liye pregnant hone ke tips in Hindi hai ki ashwagandha ko gud aur ghee ke saat mila ke din me do baar khaaye aur voh bhi mahavri ke chatte din ke baad.
- Maa banne ke totke mein ashok ka fool ko pees ke dahi ke saath mila ke khaaye.
- Apamarg ke jad ka choorna doodh me mila ke piye mahavri ke shuru hone par aur agle mahavri tak.
- Peepal ke sooke fool ka churna banaye aur doodh me mila ke mahavri shuru hone ke panchve din se khaane ka shuru kare.
Abhi tak apne pregnancy ke liye tips, pregnant kaise kare padhe ab aap aage janege pregnant hone ke lakshan en lakshno ki madd se apko pata chal sakega ki aap pregnant hai.
Early pregnancy symptoms in hindi
Early signs of pregnancy in hindi: Agar yeh pregnant hone ke tarike se aap safal rahe to pregnant hone ke lakshan jaaniye.
- Mahavri aana bandh ho jaata hai
- Pet me thodasa dard hota hai
- Stan me bharipan mehsoos hota hai
- Peeth me dard hota hai
- Kamjori lagti hai aur sharir me alsipana aa jaata hai
- Ulti hone ki shuruaat hoti hai aur chakkar aate hai
- Svabhav me badlav aa jaata hai.
NOTE :- To yeh hai pregnant hone ke tips, pregnant kaise ho tips in hindi mein jo jaroor aap ko safalta dengi. Aap pregnant hone ke liye yoga classes bhi join kar sakte hai .Yeh sab nuskhe apnae apkee pregnant hone ke liye dua zaroor poori hogee.
Child will have very strong mind, Eat this thing in Pregnancy